Darasal tumhaari yaad hi,mujhe tum tak le aati hai.lekin main har ek baar,nayaa bahaana banaa deta hoon.jab bhi tumhaare pas izhaare-dil ke maksad se aata hoon,har dafaa main koi aur hikissa soona detaa hoon.meri chaahat ka izhaar meri aankhon tak aahi pahoncha hai,lekin tumhaare saamnemain apni aankhon ko jhuka deta hoon.main jaantaa hoon dil maintumhaare bhi chaahat hai mere vaaste,lekin main khanmokhan hiapne dil ko daraataa rehtaa hoon.
No comments:
Post a Comment