Wafa gar raas na aye wo waffa kyon karein
Dua gar asmaan tak na jaye hum dua kyon karein
Uss deewane ke khwaab din raat dekhte hein hum
Naseeb mein faqat khwaab hai milne ke chaah kyon karein
Dil ke har ek darhkan uss ko sada deti hai pal pal
Wo suni ko unsuni karde tou hum izhaar e wafa kyon karein
Uss ke yaad tharpayegi zindagi bhar yonhi mujhe
Behthar hai bhool jaaon "Dostoon" zakhm aur gehra kyon karein....!!!
Madoff gets 150 years for biggest financial fraud
16 years ago
Nice
ReplyDeleteWafa karna aapki fitrat hai
dua karna ibaadat hai
milne ki chaah, dil ki pukar hai
aur bhoolna aasan nahi, yeh haquiqat hai..
yeh koshish kyun karen.